Hello Dosto Swagat Hai Apka Apne Hindi Blog powerfullidea.com mein Aaj hum apke liye ek aisa topic leke aaye hain. jo new blogger ke liye tonic ka kam karega. jisse har ek blogger ko uska dhyaan rkhna chhiye chaliye blog post ko shuru karte hain.
Ek badiya Catchy blog post title hamare article ke liye utna hi jaruri hai jitna ki content ko seo friendly likhna. Bahut se new blogger hai jo article me keyword ka use to sahi tarike se karte par post title ko jaise taise likh kar publish kar dete hai.
Iske baad me sochte hai ki maine post ko seo friemdly to likha hai par google se sahi traffic kyu nahi mil raha? Iska ek karan ye bhi hai ki aap post title ko seo optimize nahi likh rahe hai.
Aapke Blog post ka content kitna bhi seo friendly ku na ho par jab tak aap apne post ke title ko seo friendly nahi likhege tab tak google se aapko target traffic nahi milega.
Agar aapko pata nahi hai ki post title kaise likhte hai to mai aapko ish post me kuch tips batauga jisse aap seo friendly blog post title likh kar google search engine se target organic traffic paa sakte hai.
5 Tips To Write Blog Post Title In Hindi
Table of Contents
Har ek blogger succesfull hone ke liye suru se hi seo friendly post likhne ki kosis karte hai par inko sucess tab milti hai jab unka post search result me 1st page me show hota hi aur aisa tab hota hai jab unka content seo optimize ke saath saath post title bhi optimize hota hai.
Agar aap apne post ke title ko visitor kya search karte hai uske hisab se likhte hai to 100% aapka blog 1st number par show hoga aur aapko achhi khashi traffic milegi, Agar ap meri bate mano to aap aise post likho jo internet par sabse jyada search ki jati ho, agar aap blogging se related post karte hai to aapko achee traffic milege basarte aap post ko optimize karke likhe.
Long V/S Short Lenght Title
Long aur Short lenght title dono hi achaa hai, matlb agar seo ke hisab se dekha jaye to google long lenght title ko jyada pasand karta hai aur visitor short lenght title ko jyada pasand karte hai.
yaha aapko decide karna hai aap kaun sa title use karna hai visitor ke liye ya search engine ke liye.
Technically dekha jaye to new bloggers ko search engine ke hisab se chalna chahiye ishliye aap long lenght title hi use kare apne post ke liye but shuru ke 30 word me hi post me kya hai samjhane ki kosis kare. Apne post ke long lenght title ko 70 sabdo se jyada nahi likhe.
Use Kyu, Kab, And Kaise Keyword In Post Title
Jab bhi post title likhe usme agar possible ho to kyu, kab aur kaise aise words ka use jarur kare. Agar aap aise title likhte hai jisme kyu, kab, kaise mention ho to ye google ko pasand aata hai.
ye word hai jo google me sabse jyada search kiya jane wala word hai, Jab bhi koi bnada google me kuch bhi topic ke bare me search karta hai to wo question puchne ke hisab se title daalta hai, jaise example ke liye ye post ka title dekhe.
Blogger Me Facebook Like Box kaise Add Kare Ish post ka title me dekhe yaha kaise word mention kiya hua hai.
Eye Catching Title
Title ko simple tarike se likhe matlab jab bhi koi ishe padhe to unhe samjh me aa jana chahiye post kis bare me mai aapko iske bare kai baar bata chuka hu, agar ek baar koi user post title ko padhe to unhe title yaad ho jana chahiye.
aisa kuch title likhe, jisse kai baar hota kya hai ki wo user dobara eahi title search kar aapke blog me visit kar sakega. example ke liye ye title ko dekhiye
Use Number Key
EXPLORE THIS ARTICLE
5 TIPS TO WRITE BLOG POST TITLE IN HINDILONG V/S SHORT LENGHT TITLEUSE KYU, KAB, AND KAISE KEYWORD IN POST TITLEEYE CATCHING TITLEUSE NUMBER KEYUSE ATTRACTIVE WORDFINAL WORD
Google me bahut jyada search hone wale keyword me number bhi saamil hai log number key ka use karke bhi topic ko search karte hai, bahut se bloggers hai jo apne post me numbers ka use karte hai.
unme se mai bhi ek blogger hu jo number use karta hu, numbers aapke post title seo ke liye achaa hota hai, agar aapke post me kahi kisi numbers ki jarurat ho to inka use jarur kare, mera 1 post bhi hai jaah mai number use kara hu
Use Attractive Word
Log always attractive chijo ko dekhar hamesa attract hote hai, kai visitor to post title me attractive word ko padhkar hi article ko padhne me intrested hote hai, ishliye aap apne post title me kuch fantastic, solid, excellent, brilliant, awesome, intresting, secret jaise word ka istemaal jarur kare.
Ise follow karke aap apne blog post title ko more attractive bana sakte hai.blog post title ko seo friendly likhne ka ye sabse aasan tarika maine aapko ish post me bataya, agar aapko ye post pasand aayi to aap ise apne dosto ke saath share jarur kare, aur agar aapko ish post se related koi sawal hai to wo aap hame comment me puch sakte hai.
Final Word
Isi umeed ke sath apse vida lete hain ki apko yeh 5 Tips To write Catchy Blog Post Title In Hindi – Catchy Blog Post Title Kaise Likhen post achhi lagi hogi kyonki maine apko isme har ek tips bta diya hain agar apko achha lga hain to uper maine apne page ka link diya hain aap usko jarur follow karen wahan apko bahut jaari mil jaati hain.
youtube BHM logo kya hai
Sandesh App Kya Hai
Pawri hori hai Meaning in Hindi
SP FULL FORM IN HINDI
NOC Full Form In Hindi
Google mera name kya hai
agar aap humari post me diye tips ko follow karte hain khaas kar pehle tips ko to apko saflta jarur milegi isliye aap dhyaan se inko follow karen agar apko isme koi problem lagti hain to comment krke hume suchit karen hum isme coreection kar denge.